Google Adsense

Earn upto Rs. 9,000 pm checking Emails. Join now!

Google Adsense

Google Adsense


Agr Ap Internet Ki Dunya se lagao rakhte hain to yaqeenan aap 
Google se Zaroor waqif honge
is ka shumar Dunya ki Ameer tareen Companies main hota hai.
Google ki different Products hain jin main se 1 Adsense Hai, 
Google Dunya ki famous Company google ki 1 
munfarid Service hai jis se log boht ziada kama rahay.


Google Adsense Kese Kam krta hai


Jab ap is service k liye Apply krte hen to Google Ap ko Adsense ka Account deta hai. Adsense main different types k Ads jin ko is Account se Generate kya jata hai or apni site pr laya jata hai.
Jab koi Visitor ap ki website pr mojood is Ad pr click krta hai to Google 1 makhsus raqam Dollar main deta hai jo ap k Adsense Account mai jama krdi jati hai.
Log Adwords k zariye apni ads Publish krte hain or ye wohi Ads hain jinhen apni website pr laga kr Dollars kamae ja sakte hain. Jitne Ziyada users ap ki site pr aaenge utni hi ziyada Product Sale hogi.
Jahan inki Income main izafa hoga wahan ap ki Income Main b izafa hoga.
Jese jese ap k ads pr click barhte jaenge to ap k account main raqam b brhti jaegi or jab ap k account main $10 hojaenge to Google ap ko 1 Pin Numberbhejenge jis se ye tasdeeq hogi k kam krne wala shaks diye gae Adress pr mojod hai. Ap ko wo Pin Number apne Account main Log In hokar dalni hogi.
Is k bad ap ki kamai barhti jaegi or jab ap k account main $100 to Google ap ko Payment bhej dega.


Adsense pr Apply krne ka Tareeqa


Adsense ka Account hasil krne k liye sb se pehle ap ko is service k liye apply krna hoga jis ka tareeqa kar 
bohat hi Simple hai.
Neeche Kch Points diye gae hain jin pr amal krte hwe ap bohat aasani se Apna account bana sakte hain.
1 : Sab se pehle ap apne browser main Google Open krenge or phir'Advertising Program' pr click krenge

2 : Ap k saamne 1 page khulega jahan ap apna Account banaenge,
seedhe taraf 1 blue colour ka button hoga jis pr likha hoga 'Signup Now'
is button pr click kren

3 : Is k bad ap k pass Application Form Khul jaega jis main tamam cheezen di gai hongi jo k Adsense Account k liye zaroori hain. Un tamam information ko jo poochi gai hain, darj krna hai

4 : Tamam Information darj krne k bad Submit info pr click kren ap k form jama hojaega, Baqi tamam kam Google Khud krega
5 : Google Ap ki site ko verify krega or agr ap ki website google k mayaar poori hwi to ap samjhen k ap mala maal hogae, ap ko Google ki taraf se 1 mail aaegi jis k bad ap Adsense use kr sakenge.



Ab Sawal ye hai k ap k pass Website kese aae to hm ap ko batate hain free Website hasil krne ka tareeqa
Sb Se pehle ap Visit kren
www.blogger.com
is ko open kren or Signup pr click kren
Screen pr 1 form aaega jo ap ki information ka muntazir hoga
ap apni Information den or submit krden ap ka blog ban jaega

Ap jab is main login honge to ap k pass ap page open hoga jis mai ap ko website banani hogi
pehle ap website ka title denge then ap website ka address denge phir ap ki website ban jaegi or ap ko ap ki email id pr 1 mail aaegi jis main verificationemail hogi.
Ap whan se usai verify kr k Adsense ko blogger pr use kr sakenge.

Seo(Search Engine Optimization) kya hai


Seo koi bohat purani term nhi balke ye 1 new science hai. Isi Seo ne Information Technology main bohat ziyada Taraqqi ki hai, aaiye is ko samjhne ki koshish krte hain.

Seo kya hai


seo 1 aesi science hai jo ksi b website ko androoni or berooni tor pr is qabil banati hai k is webpage ka link yani k rabt Makhsoos words search krne ki soorat mai 1 ache Search Engine mai 1 achi postion main Nazar aae

Seo k Faide


1 : Seo k zariye 1 aam shaks jo pehle 10$ se 15$ kama rha tha aj wo 100$ kama rha hai ye sb seo ki hi badolat hai.
2 : Seo k zariye ap ki site World's Famous sites main shamil ho sakti hai or is k zariye ap k ads or Deegar Quantities pr click b barh jate hain.
3 : Seo 1 sust raftar amal hai magr bohat faida mand hai


Thanks For Reading and Using Google Adsense
Earn Money At home on Internet,
Visit The Site

Google Adsense Account

No comments:

Post a Comment

السلام علیکم ورحمۃ اللہ:۔
اپنی بہترین رائے ضرور دیں۔ جزاکم اللہ احسن الجزاء